Hum sai ik baar bhi jeeta hai na jeetay ga koi
Woh tu hum jaan kai khaa laitay hain maatain aksar
Har shakhs baawaqar hai aur har shakhs purkhuloos!
Aati hai apni saada dili per hansi bohat